Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tauba Ye Nazare Katil Ishare
|
Mohammed Rafi | Laxmikant Pyarelal | ||||
Dillagi (1966) | Majrooh Sultanpuri | Masti Bhare Geet | |||||
tauba ye najare katil ishare
lut gaye aye husn walo hum sahar me tumhare
tauba ye najare katil ishare
lut gaye aye husn walo hum sahar me tumhare
tauba ye najare
bar bar uthti nigahe jaise puchengi hal kisi ka
bar bar uthti nigahe jaise puchengi hal kisi ka
lal lal hotho me aahe aise inko hai malal kisi ka
tauba ye najare katil ishare
lut gaye aye husn walo hum sahar me tumhare
tauba ye najare
dekh dekh jao hasino badi dur se aaye khade hai
dekh dekh jao hasino badi dur se aaye khade hai
o bahar ke humnashino dekho raho me hum bhi pade hai
tauba ye najare katil ishare
lut gaye aye husn walo hum sahar me tumhare
tauba ye najare
rang rang dubi adaye leke aaj suno jo hamari
rang rang dubi adaye leke aaj suno jo hamari
dil se aa rahi hai sadaye maula umar jara si tumhari
tauba ye najare ye katil ishare
lut gaye aye husn walo hum sahar me tumhare
tauba ye najare ye katil ishare
lut gaye aye husn walo hum sahar me tumhare
tauba ye najare