Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tauba Tauba Allah Tauba
|
Asha Bhosle | Bappi Lahiri | ||||
Zakhmi Aurat (1988) | Farooq Qaisar | Masti Bhare Geet | |||||
tauba tauba allah tauba tauba tauba allah tauba
hey aisi waisi nakko samjh mai japani ladki hu
loga luche bata luchi kya kya dukhde sahti hu
dil kahta hai kat ke rakh du par allah se darti hu
tauba tauba allah tauba tauba tauba allah tauba
aisi waisi lakho samjh mai japani ladki hu

tauba tauba allah tauba tauba tauba meri tauba
char minar ke hote mere aage pichhe phirte hai
allah kasam mai bolu makhi jaise girte hai

ho dil ki mai hu utni kadvi jitni muh ki mithi hu
dil kahta hai kat ke rakh du par allah se darti hu
tauba tauba allah tauba tauba tauba meri tauba
sun to bat batau andar ki dhyan se sunna sawariya
bansi gayab ho jaye to kaise bazegi basuriya
bat batau andar ki dhyan se sunna sawariya
barsi gayab ho jaye to kaise bazegi basuriya
ho jad hai sare jhagde ki jo uski chhuti karti hu