The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Tauba Tauba
0
Sukhwinder Singh Sukhwinder Singh
Is Dil Se (Album) (0) Sameer
Lyrics of Tauba Tauba - तौबा तौबा ऐसी तन्हाई

tauba tauba aisi tanhayi
tauba tauba aisi tanhayi ke bas
tauba tauba aisi tanhayi ke bas
aaj teri itni yaad aayi ke bas
tauba tauba aisi tanhayi hoyi ke bas

hosh mein aake bhi raha besudh
hosh mein aake bhi raha besudh
bekhudi is kadar se chhayi ke bas
aaj teri itni yaad aayi ke bas

aur kuch ab nazar nahi aata
aur kuch ab nazar nahi aata
yu nazar mein hai tu samayi ke bas
tauba tauba aisi tanhayi ke bas
aaj teri itni yaad aayi ke bas
tauba tauba tauba tauba
tauba tauba tauba tauba
tauba tauba tauba tauba
tauba tauba tauba tauba

ab to aankho se ashq bhi ruthe
tauba tauba tauba tauba
tauba tauba tauba tauba
ab to aankho se ashq bhi ruthe
tu mujhe itna rulayi ke bas
tu mujhe itna rulayi ke bas
tauba tauba aisi tanhayi ke bas
aaj teri itni yaad aayi ke bas
tauba tauba aisi tanhayi ke bas
aaj teri itni yaad aayi ke bas