Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tasveer Teri Dil Mera Behla Na Sakegi
|
Mohammed Rafi | Ravi | ||||
Devar Bhabhi (1966) | Raja Mehdi Ali Khan | ||||||
tasveer teri dil mera bahla na sakegi
tasveer teri dil mera bahla na sakegi
ye teri tarah mujhse to sharma na sakegi
tasveer teri dil mera bahla na sakegi
mai baat karunga to ye khamosh rahegi
sine se laga lunga to ye kuch na kahegi
mai baat karunga to ye khamosh rahegi
sine se laga lunga to ye kuch na kahegi
aaram wo kya degi jo tadpa na sakegi
tasveer teri dil mera bahla na sakegi
ye aankhe hai thahri hui chanchal wo nigahe
ye hath hai sahme hue aur mast wo bahe
ye aanhke hai thahri hui chanchal wo nigahe
ye hath hai sahme hue aur mast wo bahe
parchai to insan ke kaam aa na sakegi
tasveer teri dil mera bahla na sakegi
in hotho ko fariyad mai
kuch de na sakunga
is julf ko mai hath me bhi
le na sakunga
in hotho ko fariyad me
kuch de na sakunga
is julf ko mai hath me bhi
le na sakunga
uljhi hui rato ko ye suljha na sakegi
tasveer teri dil mera bahla na sakegi
tasveer teri dil mera bahla na sakegi