Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Taro Ki Roshni Me Duniya Nayi Basaye
|
Sandhya Mukherjee, Apresh Lahiri | R C Boral | ||||
Pehla Aadmi (1950) | Prakash | ||||||
taro ki roshani me duniya nayi basaye
taro ki roshani me duniya nayi basaye
rangeen bahare hai aisi hari fijaye
rangeen bahare hai aisi hari fijaye
ye kaun ye kaun sunata hai mujhe prem ka gana
ye kaun sunata hai mujhe prem ka gana
madhosh banata hai mujhe iska fasana
afsana nahi hai ye meri jindagi ka taar
afsana nahi hai ye meri jindagi ka taar
duniya se dur hamko basana hai ye sansar
raate ho suhani ye khile phulo ki chandani
phulo ki chandani
raate ho suhani ye khile phulo ki chandani
phulo ki chandani
lagti ho mast jhumke lehro ki ragini
lehro ki ragini
prem ki duniya me is prem ki duniya me
is prem ki duniya me hame do preet jhalak do
khamosh nigaho me mohabbat ki chamak ho
bedard jamane ki vo baate na satae
bedard jamane ki vo baate na satae
taro ke ghosale me ham ek duniya basaye
taro ke ghosale me ham ek duniya basaye
taro ki roshni me duniya nai basaye
taro ki roshni me