Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Taqdeer Ki Gardish Kya Kam Thi Us Par Ye Quamat
|
Lata Mangeshkar | Ghulam Mohammad | ||||
Sitara (1955) | Shakeel Badayuni | Sad Songs | |||||
taqdeer ki gardish kya kam thi
taqdeer ki gardish kya kam thi
us par ye kayamat kar baithe
betabi-e-dil jab had se badhi
betabi-e-dil jab had se badhi
ghabrake mohabbat kar baithe
taqdeer ki gardish kya kam thi
aankho me chalakte hai aansu
dil chupke chupke rota hai
aankho me chalakte hai aasu
dil chupke chupke rota hai
dil chupke chupke rota hai
wo baat humare bas ki na thi
wo baat humare bas ki na thi
jis baat ki himmat kar baithe
taqdeer ki gardish kya kam thi
ghum hum ne khushi se mol liya
us par bhi hui ye nadani
ghum hum ne khushi se mol liya
us par bhi hui ye nadani
us par bhi hui ye nadani
jab dil ki ummede tut gayi
jab dil ki ummede tut gayi
kismat se shikayat kar baithe
taqdeer ki gardish kya kam thi
taqdeer ki gardish kya kam thi
us par ye kayamat kar baithe