Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tanhayi
|
Nusrat Fateh Ali Khan | Nusrat Fateh Ali Khan | ||||
Sangam (1996) | Javed Akhtar | Qawwalis | |||||
saaya bhi saath jab chhod jaye
aisi hai tanhayi
saaya bhi saath jab chhod jaye
aisi hai tanhayi
rona chahu to aansu na aaye
aisi hai tanhayi
jo aise chhod ke mehbub jaye
to jeene se na kyu, dil ub jaye
saaya bhi saath jab chhod jaye
aisi hai tanhayi
saaya bhi saath jab chhod jaye
aisi hai tanhayi
paya humne ye bin tere
ranj ki raahe aur gham ke andhere
ranj ki raahe aur gham ke andhere
wo bhi to humse
wo bhi to humse kho gaye haye
aisi hai tanhayi
saaya bhi saath jab chhod jaye
aisi hai tanhayi
saaya bhi saath jab chhod jaye
aisi hai tanhayi
yaad aate hai beete zamane
jab tum aaye the humko manane
jab tum aaye the humko manane
ab to dil ruthe
ab to dil ruthe dard manaye
aisi hai tanhayi
saaya bhi saath jab chhod jaye
aisi hai tanhayi
saaya bhi saath jab chhod jaye
aisi hai tanhayi
rona chahu to
rona chahu to aansu na aaye
aisi hai tanhayi
saaya bhi saath jab chhod jaye