The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Tan Bhi Tumhara Hai, Man Bhi Tumhara Hai
0
Krishna Kalle, Kamal Barot Nandu Pyare
Shree Krishna Arjun Yuddha (1971) Madhur Masti Bhare Geet
Lyrics of Tan Bhi Tumhara Hai, Man Bhi Tumhara Hai - तन भी तुम्हारा हैं, मन भी तुम्हारा हैं

tan bhi tumhara hai man bhi tumhara hai
raat bhi tumhari hai din bhi tumhara hai
lekin ik baat kahu jab tum hamare ho sab kuch hamara hai

din me mile ham tum suraj chanda ban gya

raat jagmag ho gayi pyaar andha ban gaya
raat jagmag ho gayi pyaar andha ban gaya
tan bhi tumhara hai man bhi tumhara hai
raat bhi tumhari hai din bhi tumhara hai
lekin ik baat kahu jab tum hamare ho sab kuch hamara hai

pehli pehli chhed chhad hai pehli mulakate

na jaane aage kya hoga ye to hai shuruvaate