Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tamannaaon Ke Bahlaave Mein
|
Chitra Singh | |||||
Main Aur Meri Tanhai (1981) | Roshan Nanda | Ghazals | |||||
tamannao ke bahlaave me aksar aa hi jaate hai

kabhi hum chot khate hai kabhi hum muskurate hai

hum aksar dosto ki bewafai sh to lete hai

magar hum jaante hai dil hamare toot jaate hai
tamannao ke bahlaave me aksar aa hi jaate hai
kisi ke sath jab beete hue lamho ki yaad aayi

thaki ankhon me ashko ke sitare jhilmilate hai
tamannao ke bahlaave me aksar aa hi jaate hai
ye kaisa ishtiyake ved hai aur kaisi majburi

kisi ki baasm tak ja ja ke hum kyu lot aate hai