Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tamanao Ke Behlave Me
|
Chitra Singh | Jagjit Singh | ||||
Awaaz (2007) | Roshan Nanda | Ghazals | |||||
tamannaao ke bahlave
mein aksar aa hi jaate hain
tamannaao ke bahlave
mein aksar aa hi jaate hain
kabhi hum chot khaate hain
kabhi hum muskuraate hain
tamannaao ke bahlave
mein aksar aa hi jaate hain
ham aksar dosto ki bewafi seh to lete hain
ham aksar dosto ki bewafi seh to lete hain
magar hum jaante hain
dil hamare tut jaate hain
tamannaao ke bahlave
mein aksar aa hi jaate hain
kisi ke saath jab beete
hue lamhon ki yaad aayi
kisi ke saath jab beete
hue lamhon ki yaad aayi
thaki aakhon mein ashko
ke sitaare jhilmilaate hain
tamannaao ke bahlave
mein aksar aa hi jaate hain
ye kaisa ishteyaake
didh hai aur kaisi majburi
ye kaisa ishteyaake
didh hai aur kaisi majburi
kisi ki bazm tak ja ja ke hum
kyun laut aate hain
tamannaao ke bahlave
mein aksar aa hi jaate hain
kabhi hum chot khaate hain
kabhi hum muskuraate hain
tamannaao ke bahlave
mein aksar aa hi jaate hain