Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Talkhi
|
Mohammed Rafi | Taj Ahmad Khan | ||||
Talkhi-e-mai Mein Zara (1965) | Mirza Ghalib | Ghazals | |||||
talkhi ae mai mein zara talkhi ae mai mein zara
talkhi ae dil bhi ghole aur kuch der
yaha baith le pee le ro le
talkhi ae mai mein zara
har taraf ek purasraar si khamoshi hai
har taraf ek purasraar si khamoshi hai
apne saye se koi baat kare kuch bole
talkhi ae mai mein zara
koi to shaksh ho jee jaan se chahe jisko
koi to jane tassvur ho ke hone
talkhi ae mai mein zara
aah ye dil kasak haay ye aankho ki jalan
aah ye dil kasak haay ye aankho ki jalan
neend aa jaye agar aaj to hum bhi so le
talkhi ae mai mein zara talkhi ae dil bhi ghole