Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Taaron Kee Thandee Chhainya Ham Tum Mile
|
Mukesh Chand Mathur, Suman Kalyanpur | S N Tripathi | ||||
Naag Devta (1962) | Qamar Jalalabadi | ||||||
taron ke thande chhainya ham-tum mile
o saiyan yad rahe o saiyan yad rahe
bhigi- bhigi mithi ratiya pyari-pyari batiya
sajani yad rahe o sajani yad rahe
pihu-pihu bole kahe dur se papihra ji dur se papiara
pihu-pihu bole kahe dur se papihra ji dur se papiara
piya-piya bole mora matvara jiyara
kaliyo pe bhanvra dole haule-haule
saiyan yad rahe o saiyan yad rahe
bhigi- bhigi mithi ratiya pyari-pyari batiya
sajani yad rahe o sajani yad rahe
late ghunghrali kaali gora-gora rup hai
jo gora-gora rup hai
late ghunghrli kaali gora-gora rup hai
kaisa ye jadu dekha chhanv me dhup hai
ghunghat me chhup ke jhanke nain tore banke
sajani yad rahe o sajani yad rahe
taron ke thande chhainya ham-tum mile
o saiyan yad rahe o saiyan yad rahe
laharo pe chham-chham nache chanda ke chandniya
laharo pe chham-chham nache chanda ke chandniya
ban-than ke aai dekho raat ki dulhaniya
taron ke barat aai baje shahnaiya
saiyan yad rahe o saiyan yad rahe
bhigi- bhigi mithi ratiya pyari-pyari batiya
sajani yad rahe o sajani yad rahe
taron ke thande chhainya ham-tum mile
o saiyan yad rahe o saiyan yad rahe