Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Suraj Chaand Sitare Jab Tak
|
Uma Devi | Ram Ganguly | ||||
Deepak (1951) | Madhukar Rajasthani | ||||||
suraj chand sitare jab tak
shobha mel gagan ki
phulo phalo khush raho sada tum
yahi dua mere man ki
suraj chand sitare jab tak
shobha mel gagan ki
phulo phalo khush raho sada tum
yahi dua mere man ki
tere sukh mein sukh hai mera
tere dukh mein dukh hai mera
tere sukh mein sukh hai mera
tere dukh mein dukh hai mera
tera hansana jivan mera
mujhe rulaye rona tera
sabkuch kho kar tujhe pa lu
yahi hai aas man ki
sabkuch kho kar tujhe pa lu
yahi hai aas man ki
suraj chand sitare jab tak
shobha mel gagan ki
phulo phalo khush raho sada tum
yahi dua mere man ki
jis path se tu aaye aaye
bhinegi kante palke
jis path se tu aaye aaye
bhinegi kante palke
tere liye jitna bhi karu
wo kam rah jaye karke
tune sote bhag jagaye
jyoti banr ankhiyan ki
jis path se tu aaye aaye
bhinegi kante palke
suraj chand sitare jab tak
shobha mel gagan ki
phulo phalo khush raho sada tum
yahi dua mere man ki
o pyare kuldeep mere
tujhe kasam mamta ki
tujhe kasam mamta ki
o pyare kuldeep mere
tujhe kasam mamta ki
tujhe kasam mamta ki
aaja ek baar god mein
sun le mujhse lori
maa kahna tu kahugi beta
sudh budh kho ke tan ki
maa kahna tu kahugi beta
sudh budh kho ke tan ki
suraj chand sitare jab tak
shobha mel gagan ki
phulo phalo khush raho sada tum
yahi dua mere man ki