Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Suno Suno Re Mera Sandesha
|
Asha Bhosle | Ravindra Jain | ||||
Daku Aur Mahatma (1977) | Ravindra Jain | ||||||
suno suno re mera sandesha suno re
kab tak bhukhe rahoge
kab tak dukhde sahoge
kuch himmat karo khub mehnat karo
kuch himmat karo khub mehnat karo
ho tum khud apni jholi bharo
suno suno re mera sandesha suno re
suno suno re mera sandesha suno re
dharti ke aanchal me kya kuch nahi hai
har koi aate to sab kuch yahi hai
khud hi neta bano yug vijeta bano
khud hi neta bano yug vijeta bano
o dharti ke aanchal me kya kuch nahi hai
jarre jyoti banenge daane moti banenge
jarre jyoti banenge daane moti banenge
ho hatho me dum hai na paanv pado re
suno suno re mera sandesha suno re
suno suno re mera sandesha suno re
kahta hai tumse ye nadiya ka pani
mujh me chhupi hai tumhari jawani
kahta hai tumse ye nadiya ka pani
mujh me chhupi hai tumhari jawani
meri dhara ko modo apne jivan se jodo
meri dhara ko modo apne jivan se jodo
o kahta hai tumse ye nadiya ka pani
hath apne badhao mujhko hontho se lagao
hath apne badhao mujhko hontho se lagao
ho nadiya kinare na pyase maro re
suno suno re mera sandesha suno re
suno suno re mera sandesha suno re
suno suno re mera sandesha suno re
suno suno re mera sandesha suno re
suno suno re mera sandesha suno re
suno suno re mera sandesha suno re
suno suno re mera sandesha suno re
suno suno re mera sandesha suno re