Lyrics of Suno Suno Ji Hum Tumko - सुनो सुनो जी हम तुमको
suno suno ji ham tumko
ab aise katha sunate hain
jinki gatha har ghar me
sab bade prem se gaten hain
raja hiranykashyap raja hiranykashyap
raja hiranykashyap raja hiranykashyap
naam leke jinka, sansaar kare hain jap tap
are naam leke jinka, sansaar kare hain jap tap
jap tap jap tap jap tap jap tap jap tap
jap tap jap tap jap tap jap tap jap tap
hoy raja hiranykashyap raja hiranykashyap
raja hiranya ki aisi hain kahani
ek baar jisne sun li
fir fir padi sunani
navrat ki bahti nadiya. tere hain sunne wale
navrat ki bahti nadiya. tere hain sunne wale
kabhi hanske howe pagal
kabhi ansu gire hain tap tap
kabhi hanske howe pagal
kabhi ansu gire hain tap tap
tap tap tap tap tap tap tap tap
rakshao ke raja hiranykashyap maharaja
saare lokonko jeet pahunche indr ke dham
aur inder ke chhut gaye chhakke
rah gaye akke bakke
iske baad raja hiranykashyapne
kar di vaikunth par chadhai
sunke ran ki ki bheriya, bhage dwarpal
jaise dwar par hi aa gaya ho kaal
bhage dwarpal ho bhage dwarpal
chhod gaye o dhanush baan
aur chhodi khadag dhan
he bhage dwaarpal ho bhage dwarpal
are mere bhai, kyo lete ho jamai
agar din me nind aise hain satati
jaise satati hain raat ko lugai
to mere bhai ek sath bolo
raja hiranykashyap ki jai
ha to
jab pahunche ja hiranya, le apani saari shakti
bhawaan khud ko bhule, bhakto ki bhule bhakti
chhod ke apana aasan the bhage ja narayan
chhod ke apana aasan the bhage ja narayan
bhawaan khud ko bhule, bhakto ki bhule bhakti
narayan narayan narayan narayan
narayan narayan narayan narayan
narayan to kar gaye palayan
fir maharaj hiranykashyap ne puchha
kaha gaya hari ho kaha gaya hari
o bhaga o bhaga jab jan pe padi
kaha gayi shri ho kaha gahi shri
jaha gaye hari waha gayi shri
jaha gaye hari waha gayi shri
shri hari shri hari shri hari shri hari
shri hari shri hari shri hari shri hari
are naash ki mahima sunlo
jo bhi sunghe naas re
ha jo bhi sunghe naas re
rogo ka kya kahana
na yam bhi aaye paas re
naas naas jai naas naas
naas naas jai naas naas
ye naas ki katha nahi
maharaj hiranykashyap ki katha sunao
to chhup gaye koi waha
aur koi waha
varun aa gaya pakadi
mangne laga ro ro ke duhai
kaha ye varun bhagte ho tum kidhar
kya tumko nahi mera dar
bhukho aaj mar raha sansaar
barse na agar mahine me teen baar
kat dunga sar
sunke sare devta
kanp uthe thar thar
kanp uthe thar thar
bhage apne apne ghar
ghar ghar jale sukh ke diye
raja hiranya jug jug jiye
raja hiranya jug jug jiye
raja hiranya jug jug jiye
jug jug jiye, jug jug jiye