Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Suno Seeta Ki Kahani Ke Wo Mahlo Ki Rani
|
Mohammed Rafi | Salil Chowdhury | ||||
Biraj Bahu (1954) | Prem Dhawan | Religious Songs, Sad Songs | |||||
bol gayi dharti ki kaya kaanp gayo aakal
bina dosh ke sita ko jab ram diyo vanvas
suno sita ki kahani ki wo mahlo ki rani
chhod ghar bar gayi vanvas kisi ne kadar na jani
suno sita ki kahani ki wo mahlo ki rani
chhod ghar bar gayi vanvas kisi ne kadar na jani
dagar dagar bhatke vanvas pag pag thokar khaye
bhukhi pyasi phire ho van me man me pir chhupaye
pad gaye chhlae pavo me do nayan kamal murjhaye
ramsiya ram jai jai ramsiya ram
ramsiya ram jai jai ramsiya ram ramsiya ram jai jai ramsiya ram
pad gaye chhlae pavo me do nayan kamal murjhaye
nayan kamal murjhaye
kaise sune ye katha koi kaise koi sunaye
ram siyaram siyaram ram siyaram siyaram
kaise sune ye katha koi kaise koi sunaye
chhalak pade nayan ki gagri
cham cham barse pani re cham cham barse pani
suno sita ki kahani ki wo mahlo ki rani
chhod ghar bar gayi vanvas kisi ne kadar na jani
dekho duniya walo sita sati ki prit mahan
sati sita ki prit mahan
jisne diya vanvas usike hi karti gungan usike hi karti gungan
kahe parbhu se kuch mangu to mangu ye vardan
ramsiya ram jai jai ramsiya ram
ramsiya ram jai jai ramsiya ram
kahe parbhu se kuch mangu to
mangu ye vardan mangu ye vardan
apne pati ke charno me hi nikle mere paran
ram siyaram siyaram ram siyaram siyaram
apne pati ke charno me hi nikle mere paran
ram siyaram siyaram ram siyaram siyaram
apne pati ke charno me hi nikle mere paran