Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Suno Ji Tum
|
Suman Kalyanpur, Kishore Kumar | R D Burman | ||||
Saas Bhi Kabhi Bahu Thi (1971) | Rajendra Krishan | ||||||
suno ji tum o tum bade wo ho
suno ji tum o tum bade wo ho
tumsa dekha na hamne diwana koi
chalo maana ho ham bade wo hai
chalo maana ho ham bade wo hai
hum bure ya bhale aap hi ke to hai
suno ji tum o tum bade wo ho
aisi baat banate ho jaan meri le jate ho
ab tumse kaun lade
raat ko nind churate ho din ko khwab dikhate ho
ab tumse kaun lade
dekho ji dekho humpe na aisa dosh dharo
dekho ji dekho humpe na aisa dosh dharo
suno ji tum o tum bade wo ho
suno ji tum o tum bade wo ho
tumsa dekha na hamne diwana koi
chalo maana ho ham bade wo hai
samne jab aati ho aankho par chha jati ho
o meri jan-e-bahar
dil mera kho jata hai pagal sa ho jata hai
o meri jan-e-bahar
jao ji jao humse na aisi baat karo
jao ji jao humse na aisi baat karo
chalo maana ho hum bade wo hai
chalo maana ho hum bade wo hai
hum bure ya bhale aap hi ke to hai
suno ji tum o tum bade wo ho
de baithe de baithe dard suhana le baithe
hona tha jo hua
jitna bhi pachtaoge or kaha ab jaaoge
hona tha jo hua
chhodo ji chhodo bhuli bisri na koi baat karo
ha ha ha ha na na na na na
suno ji tum o tum bade wo ho