Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Suni Kisi Ne Bekahe Hamari Daastan
|
Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi | Nashad | ||||
Qatil (1960) | Farooq Qaiser | ||||||
suni kisi ne bekahe hamari dastan
suni kisi ne bekahe hamari dastan
thadap ke dil ne kah diya ke chup rahi juban
dastan dastan dastan dastan
suni kisi ne bekahe hamari dastan
suni kisi ne bekahe hamari dastan
thadap ke dil ne kah diya ke chup rahi juban
dastan dastan dastan dastan
udar vo bakarar ham thadapte hai idhar
udar vo bakarar ham thadapte hai idhar
kisi ke darde dil se ham nahi hai bekhabar
tumhari bate sunke ruth jaye na jahan
thadap ke dil ne keh diya ke chup rahi juban
dastan dastan dastan dastan
najar me kisne bhar diye hai rang bahar ke
najar me kisne bhar diye hai rang bahar ke
agar ye pyar hai to sadke jau pyar ke
hamari aarzuye aaj ho gayi jawan
thadap ke dil ne keh diya ke chup rahi juban
dastan dastan dastan dastan
bhula na dena ab tumhe hai pyar ki kasam
bhula na dena ab tumhe hai pyar ki kasam
jiyenge sath sath hum marenge sath ham
gujar na jaye ye ghadi na badle ye sama
thadap ke dil ne keh diya ke chup rahi juban
dastan dastan dastan dastan