Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sune Sune Se Jeevan Safar Ke Liye
|
Suresh Wadkar, Asha Bhosle | Ravindra Jain | ||||
Kalyug Ka Avtar (1995) | Ravindra Jain | ||||||
sune sune se jivan safar ke liye
tu mujhe chahiye umar bhar ke liye
sune sune se jivan safar ke liye
tu mujhe chahiye umar bhar ke liye
apni kabil mujhe tune samjha sanam
apni kabil mujhe tune samjha sanam
sukriya pyar ki is nazar ke liye
sune sune se jivan safar ke liye
tu mujhe chahiye umar bhar ke liye
ek bichhde huye sathi ki tarah dil tujhse
is janam der se milne ka ghilla karta hai
tu mili hai to hakikat ye khuli hai mujh pe
tu mili hai to hakikat ye khuli hai mujh pe
sabr ka phal to sada tera dekh kar yun laga
wo ho husn sada tera dekh kar yun laga
sadgi ki bahut hai asar ke liye
apni kabil mujhe tune samjha sanam
apni kabil mujhe tune samjha sanam
sukriya pyar ki is nazar ke liye
sune sune se jivan safar ke liye
tu mujhe chahiye umar bhar ke liye
ras bhari baato me sawan ki fuhare lekar
muskurate huye phulo ki katare lekar
ek fariste ki tarah aaya mere gaanv me tu
ek fariste ki tarah aaya mere gaanv me tu
nur hi nur bahare hi bahare lekar
wo ho kuchh nayi manjio ka patta mil gaya
ab na tarsega dil hum safar ke liye
apni kabil mujhe tune samjha sanam
apni kabil mujhe tune samjha sanam
sukriya pyar ki is nazar ke liye
sune sune se jivan safar ke liye
tu mujhe chahiye umar bhar ke liye
jina tere kadmo me marna teri baahon me
sath tere meri har saans suhagan ho meri
in tere kadmo ki barkat se meri jaan haye
in tere kadmo ki barkat se meri jaan haye
har khushi sare jahan ki mere aangan hogi
wo hai hamara milan lazmi janeman
wo hai hamara milan lazmi janeman
nur jhashn or lab pe jigar ke liye
apni kabil mujhe tune samjha sanam
apni kabil mujhe tune samjha sanam
sukriya pyar ki is nazar ke liye
sune sune se jivan safar ke liye
tu mujhe chahiye umar bhar ke liye