Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sun Meri Saheli Puchhu Ek Paheli
|
Lata Mangeshkar | S N Tripathi | ||||
Veer Durgadas (1960) | Bharat Vyas | ||||||
sun meri saheli puncho ek paheli
tu naweli hai to kaisa tera var ho
chupke se bol kaisa tera var ho
sun mukh se mai bolun bhed man ka mai kholun
kabhi jhukha na kisi ke aange sar ho
randheer baba mera var ho
randheer baba mera var ho
chahe saawra ho goraho ya kala ho
pajhhe jhunjhne mai sabse nirala ho
jhume bairiyon ke beech matbala ho
jo bat ko bhi maat dene baala ho
nele ghode ka sawar ho
neele ghode ka sawaar ho
qamar mai qtaar bhar mera sher babar ho
randheer baba mera var ho
randheer baba mera var ho
sun meri saheli puncho ek paheli
tu naweli hai to kaisa tera var ho
chupke se bol kaisa tera var ho
geet gaaye jhankar jiska itihash mai amar ho
jinhe rajputi shan ki khumari ho
jinko aan bhi apne pran ki pyari ho
jiske nain mai pralay ki chingari ho
jiske chal mai bhouchal ki sawari ho
aisa veeron ka sardar ho
aisa veeron ka sardar ho
randheer baba mera var ho
randheer baba mera var ho
sun meri saheli puncho ek paheli
tu naweli hai to kaisa tera var ho
chupke se bol kaisa tera var ho
sun mukh se mai bolun bhed tan ka mai kholun
kabhi jhuka na kisi ke aange sar ho
randheer baba mera var ho
randheer baba mera var ho
randheer baba mera var ho
randheer baba mera var ho