Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sun Mere Humsafar
|
Akhil Sachdeva, Mansheel Gujral | Akhil Sachdeva | ||||
Badrinath Ki Dulhania (2017) | Akhil Sachdeva | ||||||
sun zaalima mere
saanu koi dar na
ki samjhega zamaana
tu vi si kamli
main vi sa kamla
ishq da rog sayana
ishq da rog sayana
sun mere humsafar
kya tujhe itni si bhi khabar
sun mere humsafar
kya tujhe itni si bhi khabar
ki teri saansein chalti jidhar
rahunga bas wahi umrr bhar
rahunga bas wahi umrr bhar haaye
jitni haseen ye mulakatein hai
unse bhi pyari teri baatein hai
baaton mein teri jo kho jaate hai
aau na hosh mein main kabhi
baahon mein hai teri zindagi haaye
sun mere humsafar
kya tujhe itni si bhi khabar
zaalima tere ishq vich main
ho gayi aa kamli haaye
main toh yu khada
kis soch mein pada tha
kaise je raha tha main deewana
chup ke se aake tune
dil mein samaa ke tune
ched diya kesa ye fasaana
o..muskurana bhi tujhi se seekha hai
dil lagane ka tu hi tareeka hai
aitbaar bhi tujhi se hota hai
aau na hosh mein main kabhi
baahon mein hai teri zindagi haaye
hai nahi tha pata
ke tujhe maan lunga khuda
ki teri galiyon mein iss qadar
aaunga ab har peher
sun mere humsafar
kya tujhe itni si bhi khabar
ki teri saansein chalti jidhar
rahunga bas wahi umrr bhar
rahunga bas wahin umrr bhar haaye
zaalima tere ishq vich main..