Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sukh Aur Dukh Is Duniya Me Takdir Ne Bate Hai
|
Mukesh Chand Mathur | Kalyanji Anandji | ||||
Naami Chor (1977) | Shadab | Sad Songs | |||||
sukh or dukh is dunia me takdir ne bate hai
ek daman me phul bhare hai ik me kate hai
ek me kate hai
jo papi ka nash kare wo apradhi kahlaye
lekin ye takdir ka likha koi badal na paye
jab khud insaf ka malik dekhke chup rah jaye
sukh or dukh is dunia me takdir ne bate hai
ek daman me phul bhare hai ik me kate hai
rona iska dekh raha hai tu insaf ke wali
apne lahu se ki thi jisne bagiya ki rakhwali
aag laga di is dunia ne jal gayi sab haryali
sukh or dukh is dunia me takdir ne bate hai
ek daman me phul bhare hai ik me kate hai