Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sufi Salam
|
Rahat Fateh Ali Khan | Gufy | ||||
Tishnagi (2018) | Deepak Agarwal | Romantic Songs | |||||
sufi salam sufi salam sufi salam
sufi salam aankho ne meri aankho ko teri
bheja hai dil ka paigam
dekh mere is deewanepan mein
teri lagan subho shaam
chaha ki ilam sar main guzar jo gaya
tere deedar se hi mukamal hua
khwahisho ka hai tu hi kayaam
sufi salam sufi salam sufi salam sufi salam
sufi salam sufi salam sufi salam sufi salam
meharba humpe tum jo huye ho kadarda tere
hum ho gaye hai meharban humpe tum jo huye ho
kadardan tere hum ho gaye hai quarbat ne teri
fursat se meri dard kiya hai tamaam
ishq chhupta nahi ye pata chal gaya
charcha is baat ka har jagah mil gaya
mere rab ka tu hi hai imaan
sufi salam sufi salam sufi salam sufi salam
sufi salam sufi salam sufi salam sufi salam
mashroor humse tum jo huye ho
talabgaar tere hum ho gaye hai
sufi salam sufi salam sufi salam sufi salam
mashroor humse tum jo huye ho
talabgaar tere hum ho gaye hai
chahat ne meri raho se teri paya khushi ka
jaha aksh mein jo tere main utarne laga
din bhi din main khudi mein nikharne laga
shauk-e-dil hai tu hi hai makaan
sufi salam sufi salam sufi salam sufi salam
sufi salam sufi salam sufi salam sufi salam