Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sooraj Hai Kahan
|
G.V. Prakash Kumar | G V Prakash Kumar | ||||
Ugly (2014) | Gaurav Solanki | Sad Songs | |||||
sooraj hai kahaan, sir mein aag hai
naagin titliyaan ab chal bhaag re
meri aankh mein loha hai kya
meri rotiyon mein kaanch hai
gin meri ungliyaan
kya puri paanch hai
ye meri banduk dekho
ye mera sanduk hai
ghaas jung jism paani
koyla meri bhookh hai
chowk mera gali meri naukri wardi meri
dhool dardi sona raddi
dhoop aur sardi meri
meri parking hai, ya meri seat hai
tera matha hai, ye meri eent hai
mera chanda tareeka, mera sach sahi
gar koi awaaz utthi
gaad dunga main yahi
main yahaan pehle khada tha
hai ye mera maidaan
aazmaale laathiyon pe
kya tera savidhan
mar rahi thi ek bacchi
sadak par bheed thi
sabka daftar tha zarrori
sab ne mar di, chod di