Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sone Me Sugandh
|
Pushpa Pagdhare, Mahendra Kapoor | O P Nayyar | ||||
Muqaddar Ki Baat (1983) | |||||||
kamdev ek nazar me hi
tune jeet liya mera tan man
tune jeet liya mera tan man
sone me sugandh milai gai
ab teri kaya banai gai
sone me sugandh milai gai
ab teri kaya banai gai
dekha humne kai baar tujhe
kami koi na tujhme paai
sone me sugandh milai gai
tab teri kaya banai gai
dekha humne kai baar tujhe
kami koi na tujhme paai
sone me sugandh milai gai
kyun dekhu chamkte suraj ko
jab samne teri surat hai
kyun jaau darshan mandir
jab man me teri murat hai
jab man me teri murat hai
tab kya auro ki jarurat hai
jab man me teri murat hai
tab kya auro ki jarurat hai
sone me sugandh milai gai
ab teri kaya banai gai
dekha humne kai baar tujhe
kami koi na tujhme paai
sone me sugandh milai gai
tab teri kaya banai gai
dekha humne kai baar tujhe
kami koi na tujhme paai
sone me sugandh milai gai
tu sar se panw tak sunder hai
sunder hai tera sara badan
kamdev ek nazar me hi
tune jeet liya mera tan man
kyo jeet mera mera tan man
mera sab kuch tere arpan
kyo jeet mera mera tan man
mera sabkuch tere arpan
sone me sugandh milai gai
tab teri kaya banai gai
dekha humne kai baar tujhe
kami koi na tujhme paai
sone me sugandh milai gai
tab teri kaya banai gai
dekha humne kai baar tujhe
kami koi na tujhme paai
sone me sugandh milai gai