Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sona Na Sitaro Ka Hai Kehna
|
Lata Mangeshkar | Chitragupt | ||||
Opera House (1962) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
sona na sitaro ka hai kahna khwabo ke andhere me na rahna
aayenge sajan tere aye dil jagte rahna sona na sitaro ka hai kahna
khawabo ke andhere me na rahna aayenge sajan tere aye dil
jagte rahna thodi si bas aur hai rain zudai ki
thodi si bas aur hai rain zudai ki
jabhi to chandaniya pakne lagi kuch muskai si
yuhi to halke halke tapte huye khushi se har gam sahna
sona na sitaro ka hai kahna khawabo ke andhere me na rahna
aayenge sajan tere aye dil jagte rahna
mai to unki dur se aahat sunti hu mai to unki dur se aahat sunti hu
jabhi to mahakti lat me kaliya chunti hu
jabhi to chham chham chham chalti hu
mai milan ak pehan gehana o ho sona na sitaro ka hai kahna
khawabo ke andhere me na rahna
aayenge sajan tere aye dil jagte rahna
hoga kab tak samna puchhna ye humse
hoga kab tak samna puchh na ye humse
ban gaye chilman gehari ghata chahe bijli chamke
kisi ki khilti milti chitvan ke khayalo me magan rahna
o ho sona na sitaro ka hai kahna
khawabo ke andhere me na rahna
aayenge sajan tere aye dil jagte rahna
sona na sitaro ka hai kahna khawabo ke andhere me na rahna
aayenge sajan tere aye dil jagte rahna