Lyrics of Sochate Aur Jaagte Saason Ka Ek Dariya Hoon - सोचते और जागते
sochte aur jaagte
sochte aur jaagte, saanso ka ek dariya hu main

apne guldasta kinaro ke liye bahta hu main

jal gaya
jal gaya sara badan, in mausamo ki aag me
jal gaya sara badan
jal gaya, jal gaya, jal gaya
jal gaya sara badan, in mausamo ki aag me
ek mausam rooh ka hai, jisme ab zinda hu main
ek mausam rooh ka hai, jisme ab zinda hu main
apne guldasta kinaro ke liye bahta hu main
sochte aur jaagte, saanso ka ek dariya hu main
mere hontho ka tabassum, de gaya dhokha tujhe
mere hontho ka
mere hontho ka tabassum, de gaya dhokha tujhe
mere hontho ka tabassum, de gaya dhokha tujhe
tumne mujhko baag jana, dekh le sahra hu main
tumne mujhko baag jana, dekh le sahra hu main
apne guldasta kinaro ke liye bahta hu main
sochte
sochte aur jaagte, saanso ka ek dariya hu main
dekhiye
dekhiye meri pajirayi ko, ab aata hai kaun
dekhiye, dekhiye, dekhiye, dekhiye
dekhiye meri pajirayi ko, ab aata hai kaun
lamha bhar ko waqt ki, dahliz par aaya hu main
lamha bhar ko
lamha bhar ko waqt ki, dahliz par aaya hu main
apne guldasta kinaro ke liye bahta hu main
sochte aur jaagte, saanso ka ek dariya hu main
jal gaya
jal gaya sara badan, in mausamo ki aag me
jal gaya sara badan
jal gaya, jal jal gaya sara badan
jal gaya sara badan, in mausamo ki aag me
ek mausam rooh ka hai, jisme ab zinda hu main
ek mausam rooh ka hai, jisme ab zinda hu main
apne guldasta kinaro ke liye bahta hu main
sochte aur jaagte, sochte sochte