Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Soch Na Manva, Teri Taqdir Bananewala Sochega
|
Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan | ||||
Pooja (1954) | Hasrat Jaipuri | ||||||
soch na manva
soch na manva
teri taqdeer banane wala sochega
haye gham ke maro ka
zamane me koi na sath dega
zamane me koi na sath dega
duniya andhi aur kanun andhe
sab lalach ke hai bande
insaaf hai hi kaha
insaaf hai hi kaha
kare manmani kare manmani
aansu ki fariyade
dhram ke andhere me kaun sunega
haye gham ke maro ka
zamane me koi na sath dega
zamane me koi na sath dega
dukhiyo ko ghure ye aatma
dushman hai ye jami
duniya isi ka hai naam
tera koi nahi
hardum hardum musibat me
kinara naiya se dur rahega
hardum musibat me
kinara naiya se dur rahega
haye gham ke maro ka
zamane me koi na sath dega
zamane me koi na sath dega
zamane me koi na sath dega