Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sirf Tum Hi To Ho Jispe Marte Hai Hum
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan | Shammi Kapoor, Sadhana | |||
Budtameez (1966) | Hasrat Jaipuri | Dance Songs | |||||
sirf tum hi to ho jispe marte hai hum
sirf tum hi to ho jispe marte hai hum
ye raz aaj tumko batate hai hum
ye raz aaj tumko batate hai hum
jindagi tum pe kurban karte hai hum
jindagi tum pe kurban karte hai hum
ye raz aaj tumko batate hai hum
ye raz aaj tumko batate hai hum
hum to sadiyo se tere talabgar hai
teri julfo me kab se giraftar hai
hum to sadiyo se tere talabgar hai
teri julfo me kab se giraftar hai
kaise kaise haye kaise kaise
gumo se gujarte hai hum
ye raz aaj tumko batate hai hum
ye raz aaj tumko batate hai hum
sirf tum hi to ho jispe marte hai hum
ye raz aaj tumko batate hai hum
ab tumhare bina din gujarta nahi
jakham aisa laga hai ke bharta nahi
ab tumhare bina din gujarta nahi
jakham aisa laga hai ke bharta nahi
nam le le ke haye nam lele ke
aakhir tadapte hai hum
ye raz aaj tumko batate hai hum
ye raz aaj tumko batate hai hum
jindagi tum pe kurban karte hai hum
ye raz aaj tumko batate hai hum
mere dil pe rakho phul se hath ko
or samjho jara dil ke jajbat ko
mere dil pe rakho phul se hath ko
or samjho jara dil ke jajbat ko
ek tufan hai
ek tufan hai jispe chalte hai hum
ye raz aaj tumko batate hai hum
ye raz aaj tumko batate hai hum
sirf tum hi to ho jispe marte hai hum
ye raz aaj tumko batate hai hum
jindagi tum pe kurban karte hai hum
ye raz aaj tumko batate hai hum