Lyrics of Singham - मन बनवर उथे तन सिहर उथे
mann bhanwar uthe, tann sihar uthe
jab khabar uthe ke aawe, singham
na agar chale na magar chale
bas kehar chale jab aawe, singham
buro ko khench ke khench ke dhool
dabeech ke reh lehpath padh jaaye
halon ko kheench ke kheench ke
baanhon me bheech ke jappi mil jaaye
na kisi se yeh kam
bada iss me hai dum
nar singh hai yeh singham
mann bhanwar uthe, tann sihar uthe
jab khabar uthe ke aawe, singham
na agar chale na magar chale
bas kehar chale jab aawe, singham
dil toh saccha hai
iss dil me rakh loon
sapna accha hai palkon se dhaklo
dil vil se toh hai yeh ik baccha
sharaarat karta hi phire
agar kabhi samjhe iss ko koi kaccha
ghusa hi mile
taaza hai hawa ka yeh jhoka
yahan wahan behta hi phire
agar kabhi isska raasta roka
toofan sar chade
buron ko khench ke khench ke dhool
dabeech ke lehpath padh jaaye
halon ko kheench ke kheench ke
baanhon me bheech ke jappi mil jaaye
na kisi se yeh kam
bada iss m hai dum
nar singh hai yeh singham
mann bhanwar uthe, tann sihar uthe
jab khabar uthe ke aawe, singham
yeh na satka hai, raste se kathor
tagda jhatka hai, dum hai toh chakh lo
atrangi hai josh me chalta
bahoon me bijli si chale
bisre sholay sholay dushman toh
raakh me jaa miley
jaise koi sher sehra me chalta
saara jag raundta chale
yaaron bus ladhne ka isse chaska
parbat se bhide
buron ko khench ke khench ke dhool
dabeech ke lehpath padh jaaye
halon ko kheench ke kheench ke
baanhon me bheech ke jappi mil jaaye
na kisi se yeh kam
bada iss me hai dum
nar singh hai yeh singham
mann bhanwar uthe, tann sihar uthe
jab khabar uthe ke aawe, singham