Lyrics of Sinbaad The Sailor - सिंबाद द सेलर
sinbaad the sailor jahaaj me jab chala
mere yaar sun lo sun lo
dhundh raha tha ek nayi duniya ka pata
mere yaar sun lo sun lo
wo anjaani raahon me tha o o
wo leharo ki baahon me tha o o
sab ne kaha tha in samundaro me jaana nahi
mere yaar sun lo sun lo
khwaabo ke pichhe jaake kuchh bhi hai paana nahi
mere yaar sun lo suno
wo apni hi dhun me raha o o
wo sunata tha dil ka kaha o o
usake the jo sapne, wohi usake the apne
aisa tha sinbaad the sailor, sailor
usake the jo sapne, wohi usake the apne
aisa tha sinbaad the sailor, sailor
usaka jahaj khila tufano me, mere yaar sun lo sun lo
phir bhi na aayi kami usake armaano me
mere yaar sun lo sun lo
wo deewana aisa hi tha o o
wo sapano ka hamrahi tha o o
usake the jo sapne, wohi usake the apne
aisa tha sinbaad the sailor, sailor
usake the jo sapne, wohi usake the apne
aisa tha sinbaad the sailor, sailor
wo kuchh paane ki chaah me o o
wo badhata raha raah me o o
gehara samundar tha unchi unchi lehre
mere yaar sun lo sun lo
kashtiya jin dekhi mushkil se thehare
mere yaar sun lo sun lo
woh saahil tak aa hi gaya o o
woh manjil ko paa hi gaya o o
usake the jo sapne, wohi usake the apne
aisa tha sinbaad the sailor, sailor
usake the jo sapne, wohi usake the apne
aisa tha sinbaad the sailor, sailor
tum ho toh gaata hai dil, tum nahi toh geet kaha
tum ho toh hai sab haasil, tum nahi toh kya hai yaha
tum ho toh hai sapano ke jaisa hasin ik sama
jo tum ho toh, yeh lagata hai, ke mil gayi har khushi
jo tum na ho, yeh lagata hai, ke har khushi me hai kami
tum ko hai maangati yeh jindagi