Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Shokhiyan Nazar Me Hai, Mastiya Hai Chal Me
|
Mohammed Rafi | Laxmikant Pyarelal | Vinod Mehra | |||
Aasra (1966) | Anand Bakshi | Romantic Songs | |||||
shokhiyan najar mein hai mastiyan hain chal mein
jab se hai mere khyal mein koi baat koi yaad koi naam
shokhiyan najar mein hain mastiya hain chal mein
jab se mere khyaal mein koi yaad koi naam
shokhiyan najar mein hain
tanhaayi mein jaane kab kahin fir mulakat ho
ae mere dil diwane kis tarah roj baat ho
ho o aati hai aisi saal me ek subaah ek raat ek sham
shokhiyan najar mein hain, mastiyan hain chal mein
jab se mere khyaal mein koi yaad koi naam
shokhiyan najar mein hain
pyaar se main darta hoon sochta hoon chura lu najar
jisko yaar main dekhta hun
us se daman chura lun magar
hoga ye dil har haal mein
majbur bechain badnaam
shokhiyan najar mein hain mastiya hain chal me
jab se mere khyaal mein koi yaad koi naam
shokhiyan najar mein hain koi naam