Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Shishe Ka Ho Ya Patthar Ka Dil
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Sachin Dev Burman | Waheeda Rehman, Chandrashekhar | |||
Baat Ek Raat Ki (1962) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
ye dil kashi na hogi mahtab ki kiran me
patthar ka dil na hota
haye patthar ka dil na hota
ae kash is badan me
shishe ka ho ke patthar ka dil mohabbat karo dhadkane lage

ek din jale shama hai ye dil jo shola mile bhadakne lage

shishe ka ho ke patthar ka dil
khwabo me hum the khoye huye angdayi banke soye huye

teri nazar tere pyar ne jo humko chua bahakne lage
shishe ka ho ke patthar ka dil mohabbat karo dhadkane lage
ek din jale shama hai ye dil jo shola mile bhadakne lage
shishe ka ho ke patthar ka dil
dil jo mila hai dildaar se dhadkan uthi azab pyar se

khulte labo pe chalki hasi ke jugnu kayi chamakne lage
shishe ka ho ke patthar ka dil mohabbat karo dhadkane lage
ek din jale shama hai ye dil jo shola mile bhadakne lage
shishe ka ho ke patthar ka dil
ye chand hai ke tum ho sajan hai chandani ke mera badan

pahle milan ki raat aa gayi ke gesu mere jhalakne lage