Lyrics of Shehar Mehboob Hai Ji - तेरे जन्नत के वादे भी हमे बेईमानी लगते है
tere jannat ke wade bhi hume beimani lagte hai
hum khush hai rahne do hume bhopali galiyo me
ye shehar mehboob hai ji
ye shehar mehboob hai ji, jaisa bhi hai khub hai ji
subah sidhe chay khane bandhe ye taane baane
collego se taakizo tak tafri ke hai thikaane
ab sabke hisse apne apne, ishq-e-kisse apne apne
sabke hisse sabke kisse kisse apne
ishq pe lage fir tohmat purane
wahi naadan dil zaalim zamane
ungat dopahar se dhunde shaamo ke bahane
ye shehar mehboob hai ji
ye shehar mehboob hai ji, jaisa bhi hai khub hai ji
ye shehar mehboob hai ji, jaisa bhi hai khub hai ji
mera shehar mehboob hai ji, jaisa bhi hai khub hai ji
shehar mehboob hai ji, jaisa bhi hai bada khub hai ji
jugnu ki paazeb daale raks karti raate aaye
ghar ke bahar ki dariyo pe ha sab mehfil sajaye
ab har mohalle chape chape, chal ringe ude ude gappe
kahi sach ke raago pe jhuto ke lage dhabbe
aji humari lafazi se kahin talwaar nahi adti
humari jhooto markaz ki sarkaar nahi girti
kisi ke fike se sach me miya hum
jhuth ki do taarwali chashni de to kya hai ji
ye shehar mehboob hai ji
ye shehar mehboob hai ji, jaisa bhi hai khub hai ji
ye shehar mehboob hai ji, jaisa bhi hai khub hai ji
mera shehar mehboob hai ji, jaisa bhi hai khub hai ji
shehar mehboob hai ji, jaisa bhi hai bada khub hai ji
urdu me ye dil milaake der raat kuch to bole
fir jhilo ki thapkiyo pe so jaye ye haule haule
iske hai khabida rate, aasmaan se aate jaate
farishte aur pariya karte hai ye baate
thodi pe iske surme ka koi tika laga do
kaale dhaage me piro koi taabiz bandha do
taa umra shehar mera rahe jawaan ye
ishq se purnoor galiya ya ilaahi iski ho
ye shehar mehboob hai ji
ye shehar mehboob hai ji, jaisa bhi hai khub hai ji
ye shehar mehboob hai ji, jaisa bhi hai khub hai ji
mera shehar mehboob hai ji, jaisa bhi hai khub hai ji
shehar mehboob hai ji, jaisa bhi hai bada khub hai ji
shehar mehboob hai ji, jaisa bhi hai khub hai ji