Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Shart
|
Sonu Nigam | Rana Mazumder | ||||
Milan Talkies (2019) | Amitabh Bhattacharya | ||||||
sadko pe chahe mehlo mein rahe
jitne bhi chahe pehro mein rahe
koi hume kabhi kar paye na juda
girja mein nahi mandir nahi
kisi dargah ke dar par nahi
dekha maine tere chehre mein hi khuda
apne milan ki kahani
adhuri rahi to adhuri sahi
tere alawa na chahu kisi ko
ye shart khud se rakhi
maine shart khud se rakhi
sadko pe chahe mehlo mein rahe
jitne bhi chahe pehro mein rahe
koi hume kabhi kar paye na juda
girja mein nahi mandir nahi
kisi dargah ke dar par nahi
dekha maine tere chehre mein hi khuda
nazdeek se chahato ke dave to humne kiye
par door rehke hi samjhe tum kya ho mere liye
ho nazdik se chahato ke dave to humne kiye
par dur rehke hi samjhe tum kya ho mere liye
ek baar tumse bichde to jana
keemat kya hai pyaar ki
tere alawa na chahu kisi ko
ye shart khud se rakhi
maine shart khud se rakhi
sadko pe chahe mehlo mein rahe
jitne bhi chahe pehro mein rahe
koi hume kabhi kar paye na juda
girja mein nahi mandir nahi
kisi dargah ke dar par nahi
dekha maine tere chehre mein hi khuda
mushkil hai aana tumhara
mana ye shaq hai mujhe
phir bhi bichhayi hai palke
itna to haq hai mujhe
ho mushkil hai aana tumhara
mana ye shaq hai mujhe
phir bhi bichhayi hainpalke
itna to haq hai mujhe
taqdir se bhi lad ke rahega
zid hai tere yaar ki
tere alawa na chahu kisi ko
ye shart khud se rakhi
maine shart khud se rakhi