Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sharma Ke Zara Y Mast Ada Itna To Bata
|
Asha Bhosle, Shamshad Begum | S N Tripathi | ||||
Aladdin Aur Jadui Chirag (1952) | Anjum Jaipuri | Masti Bhare Geet | |||||
sharma ke zara ae mast ada
itna to bata dil tune hai kisko diya
sharma ke zara ae mast ada
itna to bata dil tune hai kisko diya
palko ki bana ki dhori dhori
dil kisko pukare chori chori
chehre se hata julfo ki ghata
surat to dikha gori gori
palko ki bana ki dhori dhori
dil kisko pukare chori chori
chehre se hata julfo ki ghata
surat to dikha gori gori
surat to dikha ae mast hawa
itna to bata dil tune ye kisko diya
hai jinki jawani shole shole
andaz bade hai bhole bhole
ham unpe mare ham unpe jiye
najro ne kaha haulle haulle
hai jinki jawani shole shole
andaz bade hai bhole bhole
ham unpe mare ham unpe jiye
najro ne kaha haulle haulle
najro ne kaha duniya se juda hai pyar mera
dil hamne hai jisko diya
sharma ke zara ae mast ada
itna to bata dil tune hai kisko diya
tere husn ko dekhe tora tora
tujhe chand mila hai pyara pyara
jisne bhi tera didar kiya
vo dil apna hara hara
didar tera ae mast ada itna to bata
dil tune hai kisko diya
sharma ke zara ae mast ada
itna to bata dil tune hai kisko diya
badal hai khushi ki chhaye chhaye
hasne ke jamane aaye aaye
vo shokh najar ulfat ka maja laye laye
badal hai khushi ki chhaye chhaye
hasne ke jamane aaye aaye
vo shokh najar vo jane jigar
ulfat ka maja laye laye
ulfat ka maja duniya se juda hai pyara
dil hamne hai jisko diya
sharma ke zara ae mast ada
itna to bata dil tune hai kisko diya