Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sham Ko Milna Hai
|
Amit Kumar | Dhiraj Kumar | ||||
Danga Fasad (1990) | Shaily Shailendra | ||||||
sham ko milna hai hotal me ek ladki se
yaaro mujhe aaj becha lo paiso ki kadki se
kiya ishara re usne bhi khidki se
yaaro mujhe bas aaj becha lo paiso ki kadki se
tirchi tirchi baa ki nazer se usne mujh ko dekha
uski meri mil gaya dekho kismat ki rekha
tirchi tirchi baa ki nazer se usne mujh ko dekha
uski meri mil gayi dekho kismat ki rekha
tum chaho to jum skti hai meri uski jodi
are dulaha ban ke chad skta hu mai bhi koi ghodi
kiya ishara re usne bhi khidki se
yaaro mujhe bas aaj becha lo paiso ki kadki se
sham ko milna hai hotal me ek ladki se
yaaro mujhe aaj becha lo paiso ki kadki se
kabse kitna dana dala tab murgi patti hai
varna kukdu kukdu karte karte raate meri kati hai
kabse kitna dana dala tab murgi patti hai
varna kukdu kukdu karte karte raate meri kati hai
haye badi muskil se mili hai mujh ko ye aamanat
fas gaya jo lafade me to dena tum jemanat
kiya ishara re usne bhi khidki se
yaaro mujhe bas aaj becha lo paiso ki kadki se
sham ko milna hai hotal me ek ladki se
yaaro mujhe aaj becha lo paiso ki kadki se
usko lakar jauga jab five star koi hotal
khane pine me hoga fir socho kitna total
usko lakar jauga jab five star koi hotal
khane pine me hoga fir socho kitna total
bil ke aate hi fir aaye gi badi kyamat
yaar tum jo sath na do tohogi fir meri hazamat
bat meri sun lo kuch dedo jaldi se
yaaro mujhe aaj becha lo paiso ki kadki se
kiya ishara re usne bhi khidki se
yaaro mujhe bas aaj becha lo paiso ki kadki se