The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Shaharo Me Se Shahar Suna Shaher Calcatta
0
Kishore Kumar R D Burman Dharmendra
Jagir (1984) Anand Bakshi Masti Bhare Geet
Lyrics of Shaharo Me Se Shahar Suna Shaher Calcatta - शहरो में से शहर सुना शहर कलकत्ता

are re re are ha bhaiya ye kya bhul baliya re baba
sahro me se sahar suna sahar calcutta
gali gali bhul bhulaiya bhul gaya hum kho gaye
desh me pardesi ho gaye
sahro me se sahar suna sahar calcutta
gali gali bhul bhulaiya bhul gaya hum kho gaye
desh me pardesi ho gaye

naam ke sath me kaam ka bhaiya sang na dekha koi
chau rangi bazar to dekha rang na dekha koi
dekho kaise bhaage riksa wala banke gauda
niche ganga, upar danga thoda brize hai lamba chouda
samjhe bhaiya sahro me se sahar suna sahar calcutta
gali gali bhul bhulaiya bhul gaya hum kho gaye
ho desh me pardesi ho gaye re bandu desh me pardesi ho gaye

jaise gokul mathura kashi jaise gokul mathura kashi
makhan chor ki bhumi aise neta ji bhumi ye tagore ki bhumi
mil jhul ke sab jeena sikho jeevan khel tamasha
ek hamara desh hai chahe bolo koi bhasha
sahro me se sahar suna sahar calcutta
gali gali bhul bhulaiya bhul gaya
hum kho gaye ho desh me pardesi ho
gaye hum u desh me pardesi ho gaye

shyam bazar me sham bhai par shyam najar na aaye
na radha bazar radha ke darshan paaye taali gunj me taali hai
na baali gunj me baali lekin kaali gaat me dekhi mata kali
sahro me se sahar suna sahar calcutta
gali gali bhul gaya hum kho gaye
ho desh me pardesi ho gaye o bandu desh me pardesi ho gaye