Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Seene Me Dil Mera Dhak Dhak
|
Asha Bhosle, Kishore Kumar | Usha Khanna | ||||
Vishaal (1987) | Nida Fazli | ||||||
seene me dil mera dhak dhak dhadke
roj andhere mein bijali kadke
baat rahi naa ab mere bas ki
baat rahi naa ab mere bas ki
kyoki umar meri aath aur das ki
haay umar meri aath aur das
khali bichhaune pe nind nahi aaye
sote mein koi sapna sataye
bat nahi naa ab mere bas ki
bat nahi naa ab mere bas ki
kyoki umar teri aath aur das ki
haay haay umar teri aath aur das ki
payal chhanke shola banke
aayi hai abke ye rut kaisi
payal chhanke shola banke
aayi hai abke ye rut kaisi
dil ka ujala maare bhala
raat dase hai nagin jaisi
ghar mein baithu to ghabraau
bahar hirni si boraau
baat rahi naa ab mere bas ki
baat rahi naa ab mere bas ki
kyoki umar meri aath aur das ki
haay umar meri aath aur das
mele thelo se munh mauda
yaaro ki sangat ko chhoda
mele thelo se munh mauda
yaaro ki sangat ko chhoda
chain gawaya nind lutayi
jab se tujhse tanka joda
nadiya tairu ya jaadu chadhau
tere nashe ko bhul naa paau
baat rahi naa ab mere bas ki
baat rahi naa ab mere bas ki
kyoki umar teri aath aur das ki
haay umar teri aath aur das
bairi sawan aag lagaye
aag lage to kaun bujhaye
bhigi bhigi raat sataaye
aaj kahi kuch ho naa jaye