Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sawan Ke Mahine Me (Slow)
|
Mohammed Rafi | Madan Mohan | Dev Anand | |||
Sharabi (1964) | Rajinder Krishan | Sad Songs | |||||
chand ki chaal bhi hai bahki hui
raqat ki aankh bhi sharabi hai
sari kudrat nashe me hai jab yu
are maine pee li to kya kharabi hai
sawan ke mahine me
ek aag si sine me
lagti hai to pee leta hu
do char ghadi jee leta hu
sawan ke mahine me
ek aag si sine me
lagti hai to pee leta hu
do char ghadi jee leta hu
sawan ke mahine me
sawan ke mahine me
ek aag si sine me
lagti hai to pee leta hu
do char ghadi jee leta hu
sawan ke mahine me
sawan ke mahine me
ek aag si sine me
lagti hai to pee leta hu
do char ghadi jee leta hu
sawan ke mahine me
barso chalkaye maine
ye shishe aur ye pyale
barso chalkaye maine
ye shishe aur ye pyale
kuch aaj pila de aisi
jo mujhko hi pee le
har roz to yu hi dil ko
bahka ke main pee leta hu
do char ghadi jee leta hu
sawan ke mahine me
lambe jiwan se acha
wo ek pal jo apna ho
lambe jiwan se acha
wo ek pal jo apna ho
us pal ke baad ye duniya
kya gum hai agar sapna ho
kuch soch ke aisi bate
ghabrake mai pee leta hu
do char ghadi jee leta hu
sawan ke mahine me
makhane me aaya hun
mausam ka ishara paa ke
makhane me aaya hun
mausam ka ishara paake
dam bhar ke liye baitha hun
rangeen sahara pa ke
aati jo teri jid hai to
sarma ke main pee leta hu
do char ghadi jee leta hu
sawan ke mahine me
ek aag si sine me
lagti hai to pee leta hu
do char ghadi jee leta hu
sawan ke mahine me