The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Satya Ahinsa Aur Shanti Se Pyar Ki Ek Taswir Bani
0
Mukesh Chand Mathur Kalyanji Anandji
Farishta Ya Qatil (1977) Anjaan
Lyrics of Satya Ahinsa Aur Shanti Se Pyar Ki Ek Taswir Bani - सत्य अहिंसा और शांति से प्यार की एक तस्वीर बनी

satya ahinsa aur shanti se pyar ki ek tasvir bani
issi tirenge ke niche bharat ki taqdir bani
tasvir hai ye pyar ki tasvir na becho
tasvir hai ye pyar ki tasvir na becho
ae dosto is desh ki taqdir na becho taqdir na becho
tasvir hai ye pyar ki tasvir na becho
ae dosto ae dosto is desh ki taqdir na becho
taqdir na becho

inshaniyat ke naam ki dete hai duhayi
auro pe julm dhate tujhe sharm na aayi
jo sabka bala chahe yaha pyar vahi hai
auro ka hak jo chin le gaddar vahi hai
hawaniyat ke naam ki jai bolne walo
ganga ki har lahar me jahar gholne walo
ganga ki har lahar me jahar gholne walo
nafrat ki hath jahar buja tir na becho
ae dosto ae dosto is desh ki taqdir na becho
taqdir na becho

bas ek hi dharti hai jaha pyar hai jinda
is pyar ko bhi maar na de koi darinda
hai kun bahana to pasine me bahao
ugati hai jaha dhup vaha pyar ugao
hai jinke lahu se abhi tak laal ye jamin
un vir sahido ka khwab ye to tha nahi
un vir sahido ka khwab ye to tha nahi
unke hasi khwab ki tabir na becho
ae dosto ae dosto is desh ki taqdir na becho
taqdir na becho
tasvir hai ye pyar ki tasvir na becho
tasvir hai ye pyar ki tasvir na becho
ae dosto is desh ki taqdir na becho taqdir na becho
taqdir na becho taqdir na becho taqdir na becho