Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sata Le Aayi Jahan Kabhi Na Kholenge Zuban
|
Mukesh Chand Mathur | Shankar Jaikishan | Rajendra Kumar | |||
Sasural (1961) | Shailendra | Sad Songs | |||||
sata le ae jaha kabhi na kholenge juba
sitam tere kabhi to beasar ho jayenge
pukaro lakh tum na phir lautenge hum
ke hum bhi raah ki is dhul me kho jayenge
sata le ae jaha
jalan dil ki to kehti hai ke mai uth jau mahfil se
jalan dil ki to kehti hai ke mai uth jau mahfil se
magar ummid daman ko mere chhod egi mushkil se
are chhod egi mushkil se
thake hare hai hum jaha tutega dum
bichake sej angaro ki chup ho so jayenge
sata le ae jaha
kisi ke pyar ka chanchal ishara yad aata hai
kisi ke pyar ka chanchal ishara yad aata hai
hai kal ki bat wo har har najara yad aata hai
najara yad aata hai
mera dil tod kar wo honge bekhabar
thi kisko ye khabar wo kya se kya ho jayenge
sata le ae jaha kabhi na kholenge juba
sitam tere kabhi to beasar ho jayenge
sata le ae jaha