Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sari Duniya Ke Haseen Aaye
|
Mahendra Kapoor, Suresh Wadkar, Usha Mangeshkar, Asha Bhosle | Kalyanji Anandji | ||||
Waqt Ke Shahzade (1982) | Anand Bakshi | ||||||
sari dunia ke hasin aaye dil ka ye tohfa sath laye
sari dunia ke hasin aaya dil ka ye tohfa sath laye
najre milake tum milo haske hasake tum milo
milo milo milo milo milo milo milo milo milo milo milo milo
dil ko un hasino se bachana katil nazamino se bachana
dil ko un hasino se bachana katil nazamino se bachana
janlewa inki hai jawani inka mara mange nahi pani
bacho bacho bacho bacho bacho bacho bacho bacho
bacho bacho bacho bacho
kya khabar kab badal le ye tewar
kya khabar kab badal le ye tewar
inki najaro me sidha khanjar inke chehre to hai phul jaise
dil me chubhate hai ye shul jaise
ye to shole hai rahna sambhal ke
jo bhi likhta hua khak jal ke bewafa mahzabino se bacho
bacho bacho bacho bacho bacho bacho bacho bacho
bacho bacho bacho bacho sari dunia ke hasin aaye
mard ki jat kitni buri hai juba mithi bagal me chhuri hai
ghume sadko pe banke ye chaila har ladki ko samjhe ye laila
thode hai bake re thode wade hai gunaho me lipte irade
kismato ki tarah ruth te hai banke humdard ye lut te hai
kabhi inpe yakin na karo bacho bacho bacho bacho
bacho bacho bacho bacho bacho bacho bacho bacho
dil ko un hasino se bachana
jism hi jism hai dil nahi hai ye mohabbat k kabil nahi hai
hai mohabbat se pyari hifazat dil na dekhe pakadte ki daulat
car wala sanam dhundte hai ye garibo ko kam dhundte hai
dil bhi inka badalta hai aise roz poshak badale hai jaise
in mahzabino se bacho ham na hote wfaye na hoti
jindagi ki adaye na hoti dono aankho me dono jaha hai
hamse roshan jami aasma hai ham jaha pe rahe wo gulishta
hum jaha pr na ho biyaban pyar ki hum se hi itrah hai
pyar ki hum pe hi intha hai sar apna jhuka ke tum milo
milo milo milo milo milo milo milo milo milo milo milo milo
milo milo milo milo milo milo milo milo milo milo milo milo