Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sare Rango Se Hai Wo Rangeen
|
Alka Yagnik, Kumar Sanu | Nadeem Shravan | ||||
Dharti Putra (1993) | Sameer | Masti Bhare Geet | |||||
sare rango se hai wo rangin har hasina se hai wo hasin
sare rango se hai wo rangin har hasina se hai wo hasin
maine dekha use jab se yaar
hua bura haal mera ho hua bura haal mera
bekhudi me udau gulal kar du uske gulabi mai gaal
bekhudi me udau gulal ho kar du uske gulabi mai gaal
le gaya mere dil ka karar
hua bura haal mera ha hua bura haal mera
chand taro se mai doli saza ke
chand taro se mai doli saza ke
use le aaunga ha dulhan bana ke
mere sawal ka bas wo jawab hai
yaro wo mere dil ki kitab hai
har ghadi hai uska intzar
hua bura haal mera ho hua bura haal mera
bekhudi me udau gulal kar du uske gulabi mai gaal
bekhudi me udau gulal ho kar du uske gulabi mai gaal
le gaya mere dil ka karar
hua bura haal mera ho hua bura haal mera
sikhe usse koi aashiq banana
sikhe usse koi aashiq banana
uski nazro ka hai ye dil diwana
pagal kar gaya pahli mulakat me
masti hai koi uski baat me
kiya hai jabse uska didar
hua bura haal mera ha hua bura haal mera
sare rango se hai wo rangin
har hasina se hai wo hasin
sare rango se hai wo rangin
har hasina se hai wo hasin
maine dekha use jab se yaar hua bura haal mera
ho hua bura haal mera
ho hua bura haal mera
ha hua bura haal mera