Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sare Jahan Ki Mujhe Hai Khabar, Bambai Ka Babu
|
Abhijeet | Anand Milind | ||||
Bambai Ka Babu (1996) | Sameer | Title Song | |||||
sare jaha ki mujhe hai khabar sabki najar pe hai meri najar
sare jaha ki mujhe hai khabar sabki najar pe hai meri najar
aashik nahi pagal nahi na to mai diwana
bambai ka babu mai bambai ka babu
bambai ka babu mai bambai ka babu
sabse juda meri ada ek rahi matwala hu
ek rahi matwala hu
dekh muje janewafa mai dunia se nirala hu
mai dunia se nirala hu
jau jaha kardu waha ek naya jalwa
mom se najuk mera jigar tod du lekin mai pathar
mom se najuk mera jigar tod du lekin mai pathar
aashik nahi pagal nahi na to mai diwana
bambai ka babu mai bambai ka babu
bambai ka babu mai bambai ka babu
bachke jara chalna yaha kitne gire in raho me
kitne gire in raho me
padna bada muskil hai raz chupe hai nigaho me
raz chupe hai nigaho me
kisko pata kiski khata kisko milegi saja
muskil ho agar koi dagar mai kardu asan safar