Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sare Jaha Se Acchha (Rap Version)
|
Jayaraman Mohan, Arya Acharya, RJ Archana, RJ Anuraag Pandey, RJ Rohini, Ekdant Kalakshetra, Swara Sharma, Nyonishi Cousins | Rohit Sharma | ||||
The Tashkent Files (2019) | Vivek Ranjan Agnihotri,, Rohit Sharma | ||||||
saare jahan se acchha hindosta hamara
sare jaha se achha hum bulbule hai iski
ya gulsita hamara hamara
neend mai raha mai aakh khuli der se
vo leke bhaga dekho desh meri jeb se
chhin kr vo sach ke tukde hajar kar
khdedta hai muzjhko meri hi jameen se
daude rgo mai aaj daude rgo mai aaj mare uchal hai
maa aka pyar deshprem meri dhal hai
dard bitega desh jitega
baccha baccha jab ye bolega guman se
bhart mai rhta hu mai bhart mera naam hai
sare jaha se aacha hindosta hmara
ram ke naam allaah ke naam
aakhir mai sbka dekha ek hi kaam
todo mrodo becho khrido bas apna hi socho kyo ki
shanti ka samzeta hai ya samzaute ki shanti
kitne fode kitne mare kya public nahi janti
janti hai na bhai kitne fode kitne mare
kya public nahi janti jab hava mai gardn udati
seema par jawan ki kyo whatsap par lgti boli
boli uski jaan ki jay jawan hai ha jay kisaan hai ha
fir bhi dashko se aavam preshaan hai
sare jaha se achha hindosta hamara
sare jaha se achha hindosta hamara
sansad mai hamla ho ya bam fate mumbai mai
kuch na kahna sab kuch sahna
democracy to yahi hai sab kuch sahna
democracy to yahi hai right to talk right to walk
right to justice right to mock
right to freedom right to kiss
right to shout right to piss in public!
democracy ka ek hi matlab right to truth
vo apni jaan tha bhart ki shaan tha
adhuri thi kahani adhuri daasta
mryutu ka rahsy tha ya rahsy ki mryutu
saare jahan se acchha hindosta hamara
saare jahan se acchha hindosta hamara
saare jahan se acchha hindosta hamara