Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sanwariya Re Apni Meera Ko
|
Suman Kalyanpur | Chitalkar Ramchandra | ||||
Aanchal (1960) | Kavi Pradeep | ||||||
sanwariya re apni meera ko bhul na jana
sanwariya re apni meera ko bhul na jana
janam janam ki preet hamari
janam janam ki preet hamari
isko sada nibhana
sanwariya re apni meera ko bhul na jana
bade bhag se tumko paya
bade bhag se tumko paya
ye prano ki baati
jabse mile tum har sapne me
chamki puranmaasi
jab se mile tum har sapne me
chamki puranmaasi
mujhko har din naya naya lage
apna pyar purana
sanwariya re apni meera ko bhul na jana
sanwariya re apni meera ko bhul na jana
ghar aangan me rahe chamakti
ghar aangan me rahe chamakti
tu charno ki jyoti
is aachal me bandhe raho tum
banke pyar ke moti
is aachal me bandhe raho tum
banke pyar ke moti
in naino ke madhuban me
tum har dam ras rachana
sanwariya re apni meera ko bhul na jana
sanwariya re apni meera ko bhul na jana
mujhse chipke agar kahi tum
mujhse chipke agar kahi tum
mere mohan bhage
mere mohan bhage
paoge tum mere naina
hardam aage aage
paoge tum mere naina
hardam aage aage
main tu chahu jug jug mera
manwa rahe diwana
sanwariya re apni meera ko bhul na jana
sanwariya re apni meera ko bhul na jana