Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sant Log Farmay Gaye Ji Ish Jag Me Kalyug Aavega
|
Manna Dey, Puran | Roshan | Mehmood | |||
Daadi Maa (1966) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
sant log farmay gaye ji is jag me kalyug aavega
sant log farmay gaye ji is jag me kalyug aavega
do charo ke bich zamana apni tang adavega
sant log farmay gaye ji is jag me kalyug aavega
majnu ranjhe ved bawre gate rote
kidhar gaye gate rote kidhar gaye
majnu ranjhe ved bawre gate rote
kidhar gaye gate rote kidhar gaye
hey duniya ki jhuti rito ne inko mara gujar gaye
inko mara gujar gaye bhai kan lageke sun sako
to sun lo yahi sada hai aati jalim unchi hai diware duniya ki
ke hum na tod sake ke tum par chhod chale
zamana tod de ye diwar nahi to
tu bhi arey tu bhi sar chakaraye ga
sant log farmay gaye ji is jag me kalyug aavega
do charo ke bich zamana apni tang adavega
sant log farmay gaye ji is jag me kalyug aavega
hey akal ke dushman chhod zid ko
nahi jat koi chahat ki nahi jat koi chahat ki
arey yaha amiri bane fakiri ajab hai duniya ulfat ki
ajab hai duniya ulfat ki pyar me hum tum sab hi ek koi
nahi hai koi uncha nicha jo na samjhega use samjhavege
pyar ke dushman ko rah par lavege
kasam se tab chhod ege jalim
ko jab do dil arey do dil ek karavega
sant log farmay gaye ji is jag me kalyug aavega
do charo ke bich zamana apni tang adavega
sant log farmay gaye ji is jag me kalyug aavega