Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sanso Me Bhigi Hui Raat Ko
|
Hariharan, Sunidhi Chauhan | Sujeet Shetty | Rituparna Sengupta, Ravi Kissen, Sudhanshu Pandey | |||
Unns...Means Love (2006) | Shaheen Iqbal | Romantic Songs | |||||
sanso me sanso me bhigi hui raat ko
ek dusre ke jazbat ko sanso me bhigi hui raat ko
ek dusre ke jazbat ko chupke se baho me tham lo
jo na liya wo ilzam lo dil se tham lo
kahti hai dono se ye purwai purwai
milti hai mushkil se tanhai tanhai
sanso me bhigi hui raato ko
sanso me ek dusre ke jazbat ko
chupke se baho me tham lo
jo na liya wo ilzam lo dil se kaam lo
kahti hai dono se purwai purwai
milti hai mushkil se tanhai tanhai
fiza bhi yu dhua dhua hai
shama bhi yu jawa jawa hai
rahe hosh aise me kise yaha sanso me
sulag jane do dhadkano ko
sark jane do chilmano ko
simat ne do jane ja ye duriya
tanha tanha jine me kya hai maza
dedo dil ko chahat ki mithi saza
kahti hai dono se purwai purwai
milti hai mushkil se tanhai tanhai
chalo khwab ke sahilo par
jara der dono thahar kar
sune jism ki har lahar ki sada
mulakat ke ye saje pal
mile na mile fir hame kal
inhe chun lo hotho se jane ada
ujale ujale phulo ki diwar se
aate jate dekho na kaise pyar se
kahti hai dono se purwai purwai
milti hai mushkil se tanhai tanhai
sanso me bhigi hui raat ko sanso me
ek dusre ke jazbat ko
chupke se baho me tham lo
jo na liya wo ilzam lo dil se kaam lo
kahti hai dono se purwai purwai
milti hai mushkil se tanhai tanhai