Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sanma O Mere Pyar Ka Banayta Kaahe Rayta
|
Hemlata, Mohammed Rafi | Raj Kamal | ||||
Dost Aur Dushman (1971) | Asad Bhopali | Ched Chad Songs | |||||
sanma o mere pyaar ka banaita kaahe raayta
sanma o mere pyaar ka banaita kaahe raayta
tu jithe jaayeta main tuhe aayeta
ho kyu na mujhko gale se laagayeta
bukli ho mera kaaye ko tu bhurta banaayeta
main jithe jaayeta tu uthe aayeta
ho tora nakhra to humko na bhayeta
bubli ho mera kaaye ko tu bhurta banaayeta
aaun aaun aaun
naa main jaaun jaaun jaaun
aah sun kudiye bata karti hai kya aisi
marti hai mujhpar par khati hai chakkar
laakho teri jaise
chal chal juthe
chaal hum se tu chalta hai
dil me mohabbat hontho pe nafrat
hum sab samjhta hai
mere liye tu tere liye main
pichhe pichhe kaahe ko tu aayeta
kyu julam dhaayeta
kyu na mujhko gale se lagaayeta
bubli ho mera kaaye ko tu bhurta banaayeta
aaun aaun aaun
naa main jaaun jaaun jaaun
dhak dhak dhak dear karta hai dil mera
naino me mere sapne hai tere
chumun kadam tera
ye lo ye lo, ye lo ye lo
chhalbal dikhaati hai
chhalbal dikhaake aansu bahake
budhhu banaati hai
jodun main hatha na mera naata
kaahe ko tu bheja mera khayeta
hoye kuch kam khayeta
kyu na mujhko gale se lagayeta
sanma o mere pyaar ka banaita kaahe raayta